Ek Shakhs Paas Reh Kar Bhi SaMjha Nahi Mujhe,
Is Baat Ka Malaal Hai Shikwa Nahi Mujhe,
Main Isko Bewafayi Ka IlzaaM Kaise Doon,
Isne Ibtada Hi Se Chaha Nahi Mujhe, (more…)
Roshni mizajon ka kia ajab muqaddar hai
Zindagi k rastay may, bichnay walay kanton ko
Rah say hatanay main
Aik aik tinkay say,aashiaan bananay main
Khushbuaain pakarnay main, gulistaan sajanay main
Umr kaat daytay hain
Umr kaat daytay hain….
Or apnay hissay k phool bant daytay hain (more…)
Tujhko bhulaana
Go away
Stay away
You are not the one for me
Go away
Stay away (more…)
Naina Laggeyan Baarsihan
Tu sukke sukke sapne vi pijj gaye
Naina Laggeyan Baarsihan
Rove palkan de Kone vich neend meri
Naina Laggeyan Baarsihan (more…)
Escaping nights without you
with shadows on the wall
my mind is running wild
trying hard not to fall
you told me that you love me
but say I’m just a friend
my heart is broken up into pieces
cos I know (more…)
Aaja Jee Le Yahaan, Bas Ek Lamha Rahaan
Meri Aankhen Jahaan Tere Aakhon Mein
Thode Aasu Liye Thodi Becheiniya
Mere Sapne Jahaan , Teri Baahon Mein
Kuch Yaadein Ban Ke Pighle
Hum Phir Mile Na Mile, Hum Phir Mile Na Mile (more…)
Aik Baat Kahoon Gar Sunte Ho ?
Tum Mujh Ko Ache Lagte Ho
Kuch Chenchal Se, Kuch Chup Chup Se
Kuch Pagal Pagal Lagte Ho (more…)
Ab ke tajdeed-e-wafa kaa nahi imkaan jaana
yaad kiya tujh ko dilayen tera paimaan jaana
yun hi mausam ki adaa dekh ke yaad aayaa hai
kis qadar jald badal jaate hain insaan jaana (more…)
Every Finishing Line is Beginning of a new Race (more…)